Pyaar itna zyada diya ki woh rone lagi
Maansik santulan apna khone lagi
Pehle ganda kiya, phir khud hi dhone lagi
Ek raat mein hi love usey hone lagi
Maine bola, “Ek chhoti si fight hai
Subah theek chhe baje meri Chandigarh ki flight hai
Schedule thoda tight hai”
Kehti, “Aditya, jhooth bolne ki bhi ek height hai”
Kaise bataun life jhoothon se bani
Piye zeher ke jo ghoonton se bani
Meri na kisi insaan se bani
Bani toh bas kabristaan ke bhooton se bani
Main kabhi bahut zyada sad, kabhi bahut hi funny
Mere Goyard ke bag, kaano mein Tiffany
Mere aur Arijit ke beech koyi but, if nahi
Tere jaise chutiyon ki tippani pe na karoon tippani
Tere jaisa kahan se main, aand chaat’ta hai tu
Main upar waale se brahmaand maangta firoon
Kabhi sex toh kabhi gyaan baant’ta firoon
Jo bhi jalta hai uski gaand faadta firoon
Hit pe hit main maarta firoon
Teen raat lagataar main jaagta firoon
Bholenath ke saath meri banti hai sahi
Usey nachane ka shauq hai, main naachta firoon
Mera peer nachaunda ve, sajna
Saanu te nachna nahi aaunda
Mera peer nachaunda ve, sajna
Saanu te nachna nahi aaunda
Humein doobne ka shauq tha, usey bachana aata tha
Humein machne ka shauq tha, usey machana aata tha
Jodi kya hi khatarnaak thi humaari
Ke humein naachne ka shauq tha, usey nachana aata tha
Mera peer nachaunda ve, sajna
Saanu te nachna nahi aaunda
Mera peer nachaunda ve, sajna
Saanu te nachna nahi aaunda