
Choose your script
Read the Song Lyrics
Maa, tum ho basi parvat upar
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Maa, tum ho basi parvat upar)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Tere naam ki maala japti hoon
(Tere naam ki maala japti hoon)
Yahi saanjh-savere kehti hoon
(Yahi saanjh-savere kehti hoon)
Tujhe dekh loon dil ke darpan mein
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Tujhe dekh loon dil ke darpan mein)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Tum hi Vaishno Maharani ho
(Tum hi Vaishno Maharani ho)
Tu dukhharani, kalyani ho
(Tu dukhharani, kalyani ho)
Teri gandh-sugandh hai bagiyan mein
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Teri gandh-sugandh hai bagiyan mein)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Meri Maa, mujhe apna bana lena
(Meri Maa, mujhe apna bana lena)
Aanchal mein mujhe tu chhupa lena
(Aanchal mein mujhe tu chhupa lena)
Tera hi swaroop hai nainan mein
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Tera hi swaroop hai nainan mein)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Jahan teri daya ka deep jale
(Jahan teri daya ka deep jale)
Jahan bin maange har cheez mile
(Jahan bin maange har cheez mile)
Jahan sukh milta hai darshan mein
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Jahan sukh milta hai darshan mein)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Main aas lagaye baithi hoon
(Main aas lagaye baithi hoon)
Tujhe man mein basaye baithi hoon,
(Tujhe man mein basaye baithi hoon)
Teri charcha hai jan-jan mein
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Teri charcha hai jan-jan mein)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Mujhko bhi basa lo charanan mein
(Maa, tum ho basi parvat upar)
(Mujhko bhi basa lo charanan mein)
Maa, tum ho basi parvat upar
Mujhko bhi basa lo charanan mein
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
मुझको भी बसा लो चरनन में
(माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
तेरे नाम की माला जपती हूँ
(तेरे नाम की माला जपती हूँ)
यही साँझ-सवेरे कहती हूँ
(यही साँझ-सवेरे कहती हूँ)
तुझे देख लूँ दिल के दर्पण में
मुझको भी बसा लो चरनन में
(तुझे देख लूँ दिल के दर्पण में)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
तुम ही वैष्णो महारानी हो
(तुम ही वैष्णो महारानी हो)
तू दुखहरनी, कल्याणी हो
(तू दुखहरनी, कल्याणी हो)
तेरी गंध-सुगंध है बगियन में
मुझको भी बसा लो चरनन में
(तेरी गंध-सुगंध है बगियन में)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
मेरी माँ, मुझे अपना बना लेना
(मेरी माँ, मुझे अपना बना लेना)
आँचल में मुझे तू छुपा लेना
(आँचल में मुझे तू छुपा लेना)
तेरा ही स्वरूप है नैनन में
मुझको भी बसा लो चरनन में
(तेरा ही स्वरूप है नैनन में)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
जहाँ तेरी दया का दीप जले
(जहाँ तेरी दया का दीप जले)
जहाँ बिन माँगे हर चीज़ मिले
(जहाँ बिन माँगे हर चीज़ मिले)
जहाँ सुख मिलता है दर्शन में
मुझको भी बसा लो चरनन में
(जहाँ सुख मिलता है दर्शन में)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
मैं आस लगाए बैठी हूँ
(मैं आस लगाए बैठी हूँ)
तुझे मन में बसाए बैठी हूँ
(तुझे मन में बसाए बैठी हूँ)
तेरी चर्चा है जन-जन में
मुझको भी बसा लो चरनन में
(तेरी चर्चा है जन-जन में)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
मुझको भी बसा लो चरनन में
(माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर)
(मुझको भी बसा लो चरनन में)
माँ, तुम हो बसी पर्वत ऊपर
मुझको भी बसा लो चरनन में
