Lyrics & meaning

Sapna

Bayaan

ReleasedSeptember 8, 2023 GenreRock

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Jaan-e-Jaana
Jaane kyun phirta aawara hoon nadiya sang re
Maana-maana maine
Na dil ka guzara hota bin tere

Teri yaadon mein jeena main chahoon
Teri raahon mein khona
Tere bin kahan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna

Rakhe maine sirhaane
Kitne zamane armaan milne ke
Aa jaao jo
Main inko geet banaaun dhun mein piro ke

Teri yaadon mein jeena main chahoon
Teri raahon mein khona
Tere bin kahan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna

Teri yaadon mein jeena main chahoon
Teri raahon mein khona
Tere bin kahan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna