Vartman Aankhon Ka Dhoka Hai Lyrics In Hindi

Lyrics & meaning

Vartmaan

UNIYAL

FromNanda Devi Express - EP ReleasedAugust 31, 2024

About this song

Vartman Aankhon Ka Dhoka Hai Lyrics In Hindi

Vartmaan एक खूबसूरत हिंदी Hip-Hop/Rap गीत है, जिसे UNIYAL ने अपनी शानदार आवाज़ से गाया है। इस गीत के बोल UNIYAL ने लिखे हैं और संगीत Soumya Rawat ने तैयार किया है। Vartmaan Nanda Devi Express – EP एल्बम का हिस्सा है और यह August 31, 2024 को रिलीज़ हुआ था। Vartman Aankhon Ka Dhoka Hai Lyrics In Hindi कई लोगों के दिमाग में बस गई हैं, जिससे यह एक ऐसा गाना बन गया है जिसे लोग बार-बार सुनना पसंद करते हैं। नीचे UNIYAL के गाने “Vartmaan” के बोल हिंदी में दिए गए हैं, जो इसके भाव और खूबसूरती को बेहतर तरीके से समझने में मदद करेंगे।

संपूर्ण गाना Amazon Music पर सुनें।

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Babli ke sweater se buna gadariya
Gudiya ke bheetar chhupa gadariya
Babli ke sweater se buna gadariya
Bhetaaun chhu re
(Ayy, ayy), ooh, aachhu (huh, hahaha!)

Vartmaan aankhon ka dhoka hai
Bhoot seekhne ka mauka hai
Bhavishya umeedon ki nauka hai
Aaj mera sangeet se roka hai
Naak pe chaandi ka koka hai

Dimaag mein keval ab…
Kuchh-na-kuchh bolte rehna hai

Dharti ek maaya nagri hai
Hawas ek hawa ka jhonka hai
Criminal toh har ek koi hota hai
Smack toh chori ka mauka hai (maza aayega)

Raipur mein cigarette ka khoka hai
Honi ko kab kisne roka hai? (Honi echo hai kya?)
Kehne ko mukhbari dhoka hai
Sa-samaan ki taskari kya hai?
Tujhe kisne kamaane se roka hai?

Mere dimaag mein kya hai
Meri maa nahi jaanti, mere phone ko pata hai
Kal raat 9:30 baje teen roti khaayi
Yeh Elon ko pata hai (mere phone mein jo echo aa raha hai)

Darr ke aage jeet, izzat se bada darr
Yeh Kim Jong ko pata hai
Hare Krishna ka mahatva iss desh mein kya hai
Yeh ISKCON ko pata hai

Hum keeda jadi ugaane waale
Aadivaasi jaane-maane, hudke pe gaane waale
Mat looto humko, main haath jodta hoon
Gor-bhais charaane waale
Ghaas leke aane waale, baal-bache berozgar
Mat looto humko, main haath jodta hoon

Devta nachaane waale, ghugute pakaane waale
Ann ugaane waale, baantkar ke khaane waale
Raste banaane waale, Himalaya ghumaane waale
Mat looto, mat looto
Mat looto humko, main haath jodta hoon

(Sahi bol raha hai lekin)
(Kyunki pahaad ki kuchh bhi awaaz nahi aa rahi hai)

Raste se bhatka tha, bheed se main darta tha
Bhai se main ladta tha, logon pe hasta tha
Mujhko tum dekhte the, kya kabhi yeh lagta tha
Meat mera jhatka tha, umar hogi saat-aath
Machchhi ka kaanta jaake gale mere atka tha

School poora rat’ta tha
Gyarvi mein fail hote-hote bachha
Pariksha ek satta tha
Note saare bikhre the
Haathon mein katta tha

Gaon mein makkhan tha
Gaon mein mattha tha
Moze ki ball thi
Haathon mein lattha tha
Kandali mein kood maari
Zakhmi ho sakta tha