
About this song
Ishq Da Kalma Lyrics
Ishq Da Kalma is a captivating Urdu Ghazals masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Waqar Khan. The lyrics of the song are penned by Sahi Yatoo, while the production credits go to Kabul Bukhari. Ishq Da Kalma was released on September 12, 2024. “Ishq Da Kalma Lyrics” has stayed with many, making it a song people naturally come back to again and again. Below, you’ll find the lyrics for Waqar Khan’s “Ishq Da Kalma”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.
Listen to the complete track on Amazon Music
Choose your script
Read the Song Lyrics
Ishq da kalma, ho
Ishq da kalma, haaye
Ishq da kalma, ho
Ishq da kalma
Paagala ve, ruk ja, tham ja, ishq na kar
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Ishq-ishq da kalma tu na padh
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Ho, paagala ve, ruk ja, tham ja, ishq na kar
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Ishq-ishq da kalma tu na padh
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Lakh chehre, jhoothi zubaan hai
Jhoothi mohabbat, jhoothi wafa hai
Pal-bhar mein yeh mehram dil ke
Pal-bhar mein yeh bante Khuda hain
Lakh chehre, jhoothi zubaan hai
Jhoothi mohabbat, jhoothi wafa hai
Pal-bhar mein yeh mehram dil ke
Pal-bhar mein yeh bante Khuda hain
Aahista-aashita dil mein
Karke ghar yeh karte juda hain
Daag daaman par laga kar
Ban jaate phir paarsa
Ishq mein tu yoon khud ko khaali na kar
Haaye, saanu vekh zara, paamaal hoya ae
Ho, ishq-ishq da kalma tu na padh
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Khwaab ki tarah roz main toota
Roz main bikhra ishq mein
Neend udi aur dil ka sukoon bhi
Mit gaya sab ishq mein
Khwaab ki tarah roz main toota
Roz main bikhra ishq mein
Neend udi aur dil ka sukoon bhi
Mit gaya sab ishq mein
Barbaadi mein meri shaamil
Yaar kuchh naye aur puraane
Koi nahi hai apna mera
Kisko baithun dard sunaane?
Ishq pe tu yoon aitbaar na kar
Haaye, saanu vekh zara, paamaal hoya ae
Ho, paagala ve, ruk ja, tham ja, ishq na kar
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Ho, ishq-ishq da kalma tu na padh
Haaye, saanu vekh zara ke haal hoya ae
Ishq da kalma, ho
Ishq da kalma, haaye
Ishq da kalma, ho
Ishq da kalma
