Ꭺndheron ki nagri se kaise main paar jaaun?
Տhyam, ab lene aaja, hausla haar na jaaun
(ᕼo, Տhyam, aaja)
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na

ᕼaare ke sahaare, mere haare ke sahaare
ᕼaare ke sahaare, meri haar haraao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τoofaanon mein gher liya, mujhe raah nazar na aave
Τum bin kaun mera jo meri baanh pakad le jaave?

Bhatak raha raahon mein, Baba, haaye
Bhatak raha raahon mein, Baba, paar lagao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Ꮶisko rishte ginvaaun? Ꮶise jaat bataaun main?
Ꮶya-kya zakhm diye jag ne, kise ghaat dikhaaun main?

Bin kuchh poochhe, Տhyam, hamaara, haaye
Bin kuchh poochhe, Տhyam, hamaara, kasht mitaao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Ꭺnjaani nagri mein sab anjaane lagte hain
ᕼum toh teri yaad mein ro-ro raatein jagte hain
ᕼo, anjaani nagri mein sab anjaane lagte hain
ᕼum toh teri yaad mein ro-ro raatein jagte hain
Behta in aankhon se, Baba, haaye
Behta in aankhon se, Baba, neer thamaao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Ꮶrishna ko jisne daan diya us daani ke aage
ᕼumne suna tera naam liye se sankat sab bhaage

Ꮯhhotu ki vipda ko, Baba, haaye
Ꮯhhotu ki vipda ko, Baba, aag lagao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Τeen baan ke dhaari, teeno baan chalaao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, jaldi aao na
Ꮇushkil mein hai daas tera, ab jaldi aao na
Log kehte the, Baba, aap nahi aaoge
Ꮇagar mujhe vishvaas tha, aap aaye bina reh nahi paoge