
Lyrics & meaning
Ab Na Phir Se
Choose your script
Read the Song Lyrics
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Itni bhi khahish na rahi, kisi se chahat ho
Teri mujhko na ab zaroorat ho
Teri mujhko na ab zaroorat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Dardon ke saaye mein milti ab rahat hai
Teri tamanna nahi
Tujhse juda hoke seekha ab jeena hai
Ek tu zaroori nahi
Itni bhi khahish na rahi, kisi ki hasrat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
इतनी भी ख़ाहिश ना रही, किसी से चाहत हो
तेरी मुझको ना अब ज़रूरत हो
तेरी मुझको ना अब ज़रूरत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
दर्दों के साए में मिलती अब राहत है
तेरी तमन्ना नहीं
तुझसे जुदा हो के सीखा अब जीना है
एक तू ज़रूरी नहीं
इतनी भी ख़ाहिश ना रही, किसी की हसरत हो
दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
