toota taara lyrics

Lyrics & meaning

Toota Taara

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Khwahish poori karta hai
Khatam yeh doori karta hai
Kehte hain sab, “Toota taara kaam zaroori karta hai”
Marham deke door kare yeh dard bichode ka

Par toota taara khud toota hai, dil kya jodega
Par toota taara khud toota hai, dil kya jodega

Reh na saka jab tere bin, toote taare ko ek din
Reh na saka jab tere bin, toote taare ko ek din
Dil ke kehne mein aakar maine dua bheji

Lekin laut ke woh aai, poori na ho paai
Sab kehte the, “Yeh na kisi ko khaali modega”

Par toota taara khud toota hai, dil kya jodega
Par toota taara khud toota hai, dil kya jodega

Taareya ve, taareya
Sab kuch haareya, taareya