aaj ka din yahova ne banaya hai lyrics

Lyrics & meaning

Aaj Ka Din Yahova Ne Banaya Hai

GenreSufi

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho
Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho

Prabhu ko mahima mile, chaahe ho mera apmaan
Prabhu ko mahima mile, chaahe ho mera apmaan
Woh badhein, main ghatoon, rahe isi ka dhyaan
Woh badhein, main ghatoon, rahe isi ka dhyaan

Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho
Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho

Stuti prashansa karein, kyun naya kuch hota rahe?
Stuti prashansa karein, kyun naya kuch hota rahe?
Usko hum bhaate rahein, chaahe jahan bhi rahein
Usko hum bhaate rahein, chaahe jahan bhi rahein

Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho
Aaj ka din Yahova ne banaya hai
Hum ismein aanandit ho, aanandit ho

Aata hoon tere paas, mujhko hai tujhse aas
Aata hoon tere paas, mujhko hai tujhse aas
Mujhko qabool kar le, mere paapon se shuddh kar de