Aaj Yeshu Zinda Hai Lyrics

Lyrics & meaning

Aaj Yeshu Zinda Hai

GenreDevotional

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aaj Yeshu zinda hai, hum bataane aaye hain

Haan, hum bataane aaye hain, haan, hum bataane aaaye hain

Haan, hum bataane aaye hain, haan, hum bataane aaye hain

Aaj Yeshu zinda hai, hum bataane aaye hain

Aaj Yeshu zinda hai, hum bataane aaye hain

Hosanna, hosanna

Hosanna, hosanna

Jab Yeshu duniya mein tha, kodhi ko changa kiya

Jab Yeshu diniya mein tha, murde ko zinda kiya

Yeh hum bataane aaye hain, haan, hum bataane aaye hain

Haan, hum bataane aaye hain, haan, hum bataane aaye hain

Aaj Yeshu zinda hai, hum bataane aaye hain

Aaj Yeshu zinda hai, hum bataane aaye hain

Aao abhi, aao sabhi, vo bulaata hai

Jeevan ki raahon per chalna sikhaata hai

Haan, hum bataane aaye hain, yeh hum bataane aaye hain

Haan, hum bataane aaye hain, haan, yeh bataane aaye hain