Friday, November 22, 2024

Besabar

Besabar Lyrics | Besabar Lyrics in Hindi | Besabar Lyrics Talha Yunus | Besabar Lyrics in English

Besabar (बेसबर) is an Urdu Rap song by rapper Talha Yunus. The music of the song is produced by Jokhay. Talha’s Besabar lyrics in Hindi and in English are provided below.

Listen to the complete track on Spotify.

Romanized Script
Native Script

Har zehar ab be asar
Ba vafa toh be qadar
Yaar boolen de khabar
Main duniya se bekhabar
Ae khuda mujhe de sabar
Tu sath hai toh kiss ka darr?
Woh deta har dil mein ghar
Toh kyu itna besabar?

Zindagi khel nahi, ye sirf ekk tamasha hain
Kitno ko jail hui, jurm main izaafa hain
Haan maana ke der hui, is qalam se waada hain
Iss jungle ko sher nahi, andhera sikhata hain
Mai qalam uthata tou khuda
Chalata hain bhai tou sirf gaata hain
Duaen kuch logon ki, kitni
Kahaniyon ka ye khulaasa hain
Khoon se rangay ye khakay shayad
Khuda hi ghar tak pohanchata hain

Hijr ki shaamein, ye fikar hi apno ko nazdeek laata hain
Zarurat ijaad ki maa hoti hain tou main kitno ka baap hua
Teri khuraak hu kiya?
Sab likha wa baant du kiya?
Tera mizaaaj hu kiya?
Kalla ko apni mita du kiya?
Sochu khuda se abb mangu kiya?
Marzi ko apni jala du kiya?

Lashen pari sarkon pe, log marren kharchon se
Shor baray sarkon pe, roz marren qarzon se
Sar-e-aam qatal dekhay inhi larkoon ne
Nikle we wohh bhi jo sorahay thay barson se
Thik hai hum khud ko badalte hain
Suraj se jaltay hain, mashriq mai dhalte hain
Taaron se larrte hain, jeetay jee charchay hain
Abb tou yuu marr bhi gaye tou amar se hain
Alag meri lane, kaali meri Benz
Rakhu asla hi nahi

Masla hi nahi, par woh rasta nahi
Teri in badmashion pe hasta bhai
Mudday pe aa seedha maska nahi
Saanp sanperay ko dasta nahi
Phenku usoolon ka basta nahi
Logon ki nazron se bachta, ayy

Number plate kaali, Kaalay sheeshay
Mere yaar vo hi
Sar pe zimmedari, Bottle khaali
Ye qataar vo hi
Badalon se gaanay doon, umeedon k pahaar wuhi
Qaafilay toh banchuke, aur karchuke kamaal bhi
Apni har khuaahish se darrte hain
Apno ki khaatir toh bhookay bhi marrte hain
Likhte haqiqaat, sab mehsoos karte hain
Hum tou munaafiq ko bhi ashiq karte hain

Zindagi khel nahi, ye sirf ek tamasha hain
Dekhi dopher nahi, raaton ka Raja main
Haan maana ke der hui, par apno se waada hain
Is jungle ko sher nahi, andhera sikhata hain
Tung aa chuke, kia woh rung aa chuke
Saaday par jeene ke dhung aa chuke
Bad duaen beasar, ye sarr na jhuke
Ye Dagh-e-dil tere hi sang aa chuke
Khud se bicharne lagay
Wohh qadar na rahay
Raaten ghar na rahen
Tere parr aa chuke

Ranjishen barhteen, logg sochen kon ghalti pe
Nangay paun chalte rahe apni marzi se
Sookhay gallay, pyaasay marrtay kiya garmi se
Seekhay hain kitne yahan meri hi ghalti se
Ye meri ulfat, ye mera khulus hain
Meri kalakaari mera suboot hai
Farig Qanoon, koi kaise mehfooz hai
Mera zawaal kisi ka urooj

Song Credits

Lyricist(s):
Talha Yunus
Composer(s):
Talha Yunus
Music Label:
Talha Yunus
Featuring:
Talha Yunus

Official Video

You might also like

Get in Touch

12,038FansLike
13,982FollowersFollow
10,285FollowersFollow

Other Artists to Explore

Harnoor

Prateek Kuhad

Sonia Mann

Sabrina Claudio

Melanie Martinez