Sab kuch hai tujhmein, tujhse, tere liye
Srishti mein sab kuch jo hai bana, tune racha

Tu hai aadi aur anth bhi
Teri saanson se mili yeh zindagi
Tu yogya hai, pavitra hai, sabse mahaan hai
Tu shreshth hai, ananth hai aur khoobsurat hai

Na, na, na…
Hum jo hain, tujhmein, tujhse, tere liye
Charno mein tere ab hum rahein, sajda karein

Tere noor ko nihaarte huye
Ansh-ansh se hum tujh sa banein
Tere noor ko nihaarte huye
Ansh-ansh se hum tujh sa banein
Tu yogya hai, pavitra hai, sabse mahaan hai
Tu shreshth hai, ananth hai aur khoobsurat hai
Tu yogya hai, pavitra hai, sabse mahaan hai
Tu shreshth hai, ananth hai aur khoobsurat hai
Khoobsurat hai, tu hi mahaan hai, aa…
Tu jo kal tha, aaj wahi hai
Aur humesha rahega ek samaan
Ab har jaati aur prajaati
Har ek zubaan bhi bas teri jay gaaye

Tere noor ko nihaarte huye bas teri jay gayein
Tu yogya hai, pavitra hai, sabse mahaan hai
Tu shreshth hai, ananth hai aur khoobsurat hai
Tu yogya hai, pavitra hai, sabse mahaan hai
Sandeh nahi humko koi, sirf tu hi khuda hai