
Choose your script
Read the Song Lyrics
Maine raton mein jana hai kitni door savere hain
Khwaabon ke deray hain
Dil dekar jana hai, jaana, hum bhi to tere hain
Hum bhi to tere hain
Teri kali-kali zulfon ke khwaabon mein
Raat bitaya karte hain
Raat-raat bhar taron ko
Teri baat bataya karte hain
Kali-kali zulfon ke khwaabon mein
Raat bitaya karte hain
Kal bhi mohabbat karte the
Tumhein aaj mohabbat karte hain
Aaj mohabbat karte hain tumse
Aaj bhi teri yaadein baithi sar pe
Aaj bhi main akela rah gaya ghar pe
Aaj bhi tujhe dekhna jo chahun to
Aankhen moondu aur dekhoon jee bhar ke
Aaj bhi koi pooche mujhe haal mera
Hans deta hoon main naam tera padh ke
Kash-kash jo lagata tha mahinon mein
Aaj phoonk leta hoon main din-bhar ke
Tere saare-saare khat in hathon se
Har roz jalaya karte hain
Yaadon ko par jana kaise
Aag lagaya karte hain
Kali-kali zulfon ke khwaabon mein
Raat bitaya karte hain
Kal bhi mohabbat karte the
Tumhein aaj mohabbat karte hain
Aaj mohabbat karte hain tumse
मैंने रातों में जाना है कितनी दूर सवेरे हैं
ख़्वाबों के डेरे हैं
दिल देकर जाना है, जानाँ, हम भी तो तेरे हैं
हम भी तो तेरे हैं
तेरी काली-काली ज़ुल्फ़ों के ख़्वाबों में
रात बिताया करते हैं
रात-रात भर तारों को
तेरी बात बताया करते हैं
काली-काली ज़ुल्फ़ों के ख़्वाबों में
रात बिताया करते हैं
कल भी मोहब्बत करते थे
तुम्हें आज मोहब्बत करते हैं
आज मोहब्बत करते हैं तुमसे
आज भी तेरी यादें बैठी सर पे
आज भी मैं अकेला रह गया घर पे
आज भी तुझे देखना जो चाहूँ तो
आँखें मूँदूँ और देखूँ जी भर के
आज भी कोई पूछे मुझे हाल मेरा
हँस देता हूँ मैं नाम तेरा पढ़ के
कश-कश जो लगाता था महीनों में
आज फूँक लेता हूँ मैं दिन-भर के
तेरे सारे-सारे ख़त इन हाथों से
हर रोज़ जलाया करते हैं
यादों को पर जाना कैसे
आग लगाया करते हैं
काली-काली ज़ुल्फ़ों के ख़्वाबों में
रात बिताया करते हैं
कल भी मोहब्बत करते थे
तुम्हें आज मोहब्बत करते हैं
आज मोहब्बत करते हैं तुमसे
