Aasmaan Lyrics

Lyrics & meaning

Aasmaan

DikshantGravero

ReleasedOctober 6, 2021 GenreIndie Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Adhuri si humari yeh kahaniyan
Aa, sang puri kartein hain chal dono
Aa phir dohrayein woh suhani yaad milke zara
Hai tere mere bich jo bhi khaamiyaan
Bhulaake jeeyein ab chaahein kuch bhi ho
Khwabon ka hai banaya maine aashiyaan

Usmein tu aaa
Raha na jaata durr ab
Bula rahi hai raahein sab
Jahan thi dekh maangi jo dua

Tu woh bann gaya aasmaan mera
Jismein hain baste mere pyaar ke saarey baadal
Aaa bata dena milun kahan main tujhe kabhi yun aakar

Saazishein bhi huyi
Taaron ki uss ghadi
Likh rahey they nayi daastan
Tut ke woh sabhi
Chahte they yahi

Bol du main koyi raaz, haa
Raha na jaata durr ab
Bula rahi hai raahein sab
Jahan thi dekh maangi jo dua

Tu woh bann gaya aasmaan mera
Jismein hain baste mere pyaar ke saarey baadal
Aaa bata dena milun kahan main tujhe kabhi yun aakar