Boondo Ka Jharna Lyrics

Lyrics & meaning

Boondo Ka Jharna

Sunidhi Chauhan

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Naino se sapna rootha hua
Apno se naata toota hua
Naino se sapna rootha hua
Apno se naata toota hua

Aangan bhi khoya, khoya hai aashiyan
Tootega na magar yeh hausla
Akhiyon se bahega na boondo ka jharna

Doobi-doobi akhiyan, haari hai jaan
Ujla sa mann bhi bujha
Roothegi na humse, saiyaan, aasha ki naiya
Dhoondhenge apne kinaare

Toofaan bhi toh hai khafa
Roothega kitni dafa?

Ambar bhi roya, royi hai daastan
Tootega na magar yeh hausla
Akhiyon se bahega na boondo ka jharna

Naino se sapna rootha hua
Apno se naata toota hua

Aangan bhi khoya, khoya hai aashiyan
Tootega na magar yeh hausla
Akhiyon se bahega na boondo ka jharna