do din ki zindagi hai do din ka mela lyrics

Lyrics & meaning

Do Din Ki Zindagi

Kabir Cafe

ReleasedDecember 5, 2022 GenreIndian Folk

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Iss jagat-saray mein musafir rehna do din ka
(Rehna do din ka, rehna do din ka)
Iss jagat-saraay mein musafir rehna do din ka
Iss jagat-saraay mein musafir rehna do din ka
Kyun vritha kare gumaan moorakh iss dhan aur joban ka?
Kyun vritha kare gumaan moorkah iss dhan aur joban ka?

Naahi bharosa pal ka, naahi bharosa pal ka
Yunhi mar jaayega, yunhi mar jaayega
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela

Kya leke aaya jagat mein? Kya leke aaya jagat mein?
Kya leke jaayega? Kya leke jaayega?
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela

Ta-na-na-na-na-na, tadina-tana-dere-na
Ta-na-na-na-na-na, tadina-tana-dere-na
Dum-tana-dere-na, tadina-tana-dere

Ho, iss kaaya ka hai bhaag, bhaag bin paaya nahi jaata
Ho, iss kaaya ka hai bhaag, bhaag bin paaya nahi jaata
Karm bina naseeb tod phal khaaya nahi jaata
Karm bina naseeb tod phal khaaya nahi jaata

Kahe satyanam jag yeh, kahe satyanam jag yeh…
Jhootha jhamela, jhootha jhamela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela

Gaayein

Kya leke aaya jagat mein? Kya leke aaya jagat mein?
Kya leke jaayega? (Okay, saath mein gaana padega, haan?)
One, do baari gaana hai
Repeat karna “kya leke aaya” ko do baari
One, two, three, go!

(Kya leke aaya jagat mein?)
(Kya leke jaayega? Kya leke jaayega?)
(Do din ki zindagi hai, do din ka mela)
(Do din ki zindagi hai, do din ka mela)
Continue

Kya leke aaya jagat mein? Kya leke aaya jagat mein?
Kya leke jaayega? Kya leke jaayega?
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela
Do din ki zindagi hai, do din ka mela

Dhanyavaad, thank you, thank you
Hum logo ke group ka name hai
Neeraj Arya’s Kabir Cafe