Bulaavein tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaaun tere sang maun alag duniya
Bulaavein tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaaun tere sang maun alag duniya
Na aayein kabhi dono mein zara bhi faasle
Bas ek tu ho, ek main hoon, aur koi na
Hai mera sab kuch tera, tu samajh le
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab-jab tera dil dhadke
Tujh se mera yeh jee nahi bharta
Kuch bhi nahi asar ab karta
Meri raah tujhi se, meri chaah tujhi se
Mujhe bas yahin reh jaana
Lagi hain teri aadatein mujhe jab se
Hai tere bin pal bhi baras lagte
Bulaavein tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaaun tere sang maun alag duniya
Jo hove tu udaas, mujhe dekhe, has de
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab-jab tera dil dhadke
Tujh se mili toh seekha maine hasna
Aaya mujhe safar mein theherna
Main toh bhool gayi duniya ka pata
Yaara, jab se tujhe hai jaana
Hai tu hi dil-jaan hai meri ab se
Ve zikr tera na jaaye mere lab se
Bulaavein tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaaun tere sang maun alag duniya
Jo hove tu udaas, mujhe dekhe, has de
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab-jab tera dil dhadke
Pyaar di raahvan uttey yaar tu le aaya
Mainu jeene da matlab aaj samajh aaya
Paraya mainu karna na tu, sohneya
Channa, main toh rul jaana