Saturday, December 21, 2024

Ehd E Wafa

Ehd E Wafa OST Lyrics

Ehd E Wafa is a captivating Urdu Asia masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Rahat Fateh Ali Khan. The lyrics of the song are penned by Imran Raza, while the production credits go to Rahat Fateh Ali Khan. Ehd E Wafa was released on January 5, 2020. The song has captivated many and is often searched for with the query “Ehd E Wafa OST Lyrics”. Adding to its allure, the song features the captivating presence of Ahad Raza Mir & Alizeh Shah, enhancing the overall appeal of this musical masterpiece. Below, you’ll find the lyrics for Rahat Fateh Ali Khan’s “Ehd E Wafa”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Romanized Script
Native Script

Kaise maanun hai tu juda mujhse?
Sochkar dil nidhaal hota hai
Tu nahi saamne, magar phir bhi
Dil mein tera khayaal hota hai

Teri ek ada ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya
Teri ek ada ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya

Aankhon ke dar pe baithe hain
Kuch yaar purane aur ek tum
Dil se hokar guzre mere
Woh beete zamane aur ek tum

Teri ek ada ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya

Yaaron ke sukh bhi aur gham bhi
Teri yaadon ke yeh mausam bhi
Aankhon mein utra yeh nam bhi
Yeh rasta bhi aur hamdam bhi

Tu lagta hai pyaara itna
Is mere dil mein hai jitna
Teri ek ada ke naam kiya

Sab ehd-e-wafa ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya

Ehd-e-wafa
Ehd-e-wafa
Ehd-e-wafa

Jeene ki baat se yaad aaya
Kis haal mein tum rehte hoge
Jo keh sakte the bas mujhse
Kisko jaakar kehte hoge?

Ek dil hi bacha tha paas apne
Woh bhi hum haar ke aaye hain
Ek tere honthon ke sadqe
Sab khushiyan vaar ke aaye hain

Rang aankhon ka teri yaadon sa
Woh lehja teri baaton ka
Woh khushboo tere aane ki
Woh dhaaga tere vaadon ka

Tu lagta hai pyaara itna
Is mere dil mein hai jitna
Teri ek ada ke naam kiya

Sab ehd-e-wafa ke naam kiya
Sab ehd-e-wafa ke naam kiya

कैसे मानूँ है तू जुदा मुझसे?
सोचकर दिल निढाल होता है
तू नहीं सामने, मगर फिर भी
दिल में तेरा ख़याल होता है

तेरी एक अदा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया
तेरी एक अदा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया

आँखों के दर पे बैठे हैं
कुछ यार पुराने और एक तुम
दिल से होकर गुज़रे मेरे
वो बीते ज़माने और एक तुम

तेरी एक अदा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया

यारों के सुख भी और ग़म भी
तेरी यादों के ये मौसम भी
आँखों में उतरा ये नम भी
ये रस्ता भी और हमदम भी

तू लगता है प्यारा इतना
इस मेरे दिल में है जितना
तेरी एक अदा के नाम किया

सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया

अहद-ए-वफ़ा
अहद-ए-वफ़ा
अहद-ए-वफ़ा

जीने की बात से याद आया
किस हाल में तुम रहते होगे
जो कह सकते थे बस मुझसे
किसको जाकर कहते होगे?

एक दिल ही बचा था पास अपने
वो भी हम हार के आए हैं
एक तेरे होंठों के सदक़े
सब ख़ुशियाँ वार के आए हैं

रंग आँखों का तेरी यादों सा
वो लहजा तेरी बातों का
वो ख़ुशबू तेरे आने की
वो धागा तेरे वादों का

तू लगता है प्यारा इतना
इस मेरे दिल में है जितना
तेरी एक अदा के नाम किया

सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया
सब अहद-ए-वफ़ा के नाम किया

Song Credits

Singer(s):
Rahat Fateh Ali Khan
Album:
Ehd E Wafa - Single
Lyricist(s):
Imran Raza
Composer(s):
Rahat Fateh Ali Khan
Music:
Rahat Fateh Ali Khan
Genre(s):
Music Label:
HUM TV
Featuring:
Ahad Raza Mir & Alizeh Shah
Released On:
January 5, 2020

Official Video

You might also like

Get in Touch

12,038FansLike
13,982FollowersFollow
10,285FollowersFollow

Other Artists to Explore

Jai Taneja

Anuv Jain

Megan Thee Stallion

Badshah

Mukesh