In waadiyon mein lyrics taba chake

Lyrics & meaning

In Waadiyon Mein

GenreIndie Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Thehra sa main hoon yahaan
Baadalon se kahin upar main khada
Nazaare aakhon ke raste
Dil mein utre gum le gayee

Teri yeh dilkash adayein
Aasmaan se rehmat barsayein
Hawayein yeh geet gaayein
Kahaani koi gungunayein

Suna hai jhharno mein sur hai
Nadiyon ke paani muskuraayein
Aa jao sat hum chalein
Inmein behke ghum bhulaayein

In waadiyon mein aao kho jaayein
Inke hoke ab hum reh jaayein
In waadiyon mein aao kho jaayein
Inke hoke ab hum reh jaayein
In waadiyon mein aao kho jaayein
Inke hoke ab hum reh jaayein