Choose your script
Read the Song Lyrics
Jo tum mere ho toh main kuch nahi maangun duniya se
Aur tum ho hi nahi toh main jeena nahi chaahun duniya mein
Aur nazron se pare ek jahan hai jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi, tu aur main hi
Aur aaoge, phir se aaoge
Teri-meri ab yeh raahein yoon judi hain
Mere dil mein mere, mere dil mein mere
Ab kya main karoon? Teri yaadein hain
Aur tum mere ho toh main kuch nahi maangun duniya se
Jo tum ho hi nahi toh main jeena nahi chaahun duniya mein
Aur nazron se pare ek jahan hai jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi, tu aur main hi
जो तुम मेरे हो तो मैं कुछ नहीं माँगूँ दुनिया से
और तुम हो ही नहीं तो मैं जीना नहीं चाहूँ दुनिया में
और नज़रों से परे एक जहाँ है जहाँ तू और मैं अब साथ हैं
और वहाँ कोई नहीं, तू और मैं ही
और आओगे, फिर से आओगे
तेरी-मेरी अब ये राहें यूँ जुड़ीं हैं
मेरे दिल में मेरे, मेरे दिल में मेरे
अब क्या मैं करूँ? तेरी यादें हैं
और तुम मेरे हो तो मैं कुछ नहीं माँगूँ दुनिया से
जो तुम हो ही नहीं तो मैं जीना नहीं चाहूँ दुनिया में
और नज़रों से परे एक जहाँ है जहाँ तू और मैं अब साथ हैं
और वहाँ कोई नहीं, तू और मैं ही

