Kasturi teri mujhko bhaye
Saari-saari raat jagaye
Saasein meri tham si jaye
Jab bhi mujhko nazar tu aaye
Aalam dil ka main keh na paau
Ab door tumse main reh na paau
Toh aajao meri baahon mein
Chura ke le jao kahin door
Haan, kasturi teri mujhko bhaye
Saari-saari raat jagaye
Saasein meri tham si jaye
Jab bhi mujhko nazar tu aaye
Dhoop ka makaan ho, chat baadalon se dhake
Tum raho, sang main rahun, koi duja na a sake
Oas ki raazai ko odhkar taare ginenge
Tum kaho aur main sunoon, koi duja na sun sake
Khwahish meri hai ye
Ki tumse hi ho meri har subah
Haan, kasturi teri mujhko bhaye
Saari-saari raat jagaye
Saasein meri tham si jaye
Jab bhi mujhko nazar tu aaye
Aalam dil ka main keh na paau
Ab door tumse main reh na paau
Toh aajao meri baahon mein
Chura ke le jao kahin door
Kasturi teri, aye-haye
Saari-saari rain jagaye
Dhadkan bhi meri tham si jaye
Jab bhi mujhko nazar tu aaye