kya din khushi ka aaya lyrics

Lyrics & meaning

Kya Din Khushi Ka Aaya

GenreSufi

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Kya din khushi ka aaya, rehmat ka baadal chhaya
Duniya ka munji aaya, haan, haan, haan, hallelujah

Ek doot mariyam paas aaya, bola, “Janmegi tu, beta
Naam uska Yeshu rakhna,” haan, haan, haan, hallelujah

Poorab se nikla taara, jisne kiya ishara
Raaste ka bana sahara, haan, haan, haan, hallelujah

Svargdoot zameen par aaye, parmeshvar wachan sunayein
Yeshu charni mein paaye, haan, haan, haan, hallelujah

Woh deen majoosi aaye, sona, mur, lobaan laaye
Sijde mein sir jhukaaye, haan, haan, haan, hallelujah

Koshala mein janma hai, jo charni mein leta hai
Woh khuda ka beta hai, haan, haan, haan, hallelujah

Woh aaya prem badhaane, dukhon ko door bhagane
Paapon se mukti dilaane, haan, haan, haan, hallelujah

Ae sab logon, khush ho lo, ras prem-bhaav ke gholo
Jay-jay Yeshu ki bolo, haan, haan, haan, hallelujah

La-la, la-la-la-la-la, la-la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la-la, haan, haan, haan, hallelujah