Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhate hain
Jahan oonche-neeche sab raste
Bas bhakti ke sur mein gaate hain
Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhate hain
Jahan pavan bahe sankalp liye
Jahan parvat garv sikhate hain
Jahan oonche-neeche sab raste
Bhakti ke sur mein gaate hain
Us Devbhoomi ke dhyaan se
Main dhanya-dhanya ho jaata hoon
Us Devbhoomi ke dhyaan se
Main dhanya-dhanya ho jaata hoon
Hai bhaagya mera, saubhagya mera
Main tumko shish nawata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
(Ho jaata hoon, ho jaata hoon)
Mandve ki roti aur hudke ki thaap
Har ek mann karta Shiv ji ka jaap
Rishi-muniyon ki hai yeh tapobhoomi
Kitne veeron ki yeh janmbhoomi
Tum aanchal ho Bharat ka
Jeevan ki dhoop mein chhanv tum
Tum aanchal ho Bharat ka
Jeevan ki dhoop mein chhanv ho tum
Bas chhoone se tar jaaye
Sabse pavitra woh paanv ho tum
Bas liye samarpand tan-mann se
Main Devbhoomi mein aata hoon
Hai bhagya mera, saubhagya mera
Main tumko shish nawata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
Main tumko shish nawata hoon
Aur dhanya-dhanya ho jaata hoon
Ho jaata hoon
Hai bhagya mera, saubhagya mera
Main tumko shish nawata hoon
Main tumko shish nawata hoon