Kehte hain aaina kabhi jhoothi parchhai nahi dikhata
Lekin meri toh rooh badal chuki hai
Aur badli hui rooh ki parchhai dikhane wala aaina
Abhi tak bana nahi
Badiyan si main aavazaan maariyan
Band boohe, band huiyan baariyan
Kaise guzri thi woh raatan saariyan
Akhiyan vi ro-ro ke haariyan
Tere liye iss dil mein…
Tere liye iss dil mein kitni mohabbat thi
Woh jaan na paaye the tum, aur jaan na paoge tum
Oh, chhod ke jaane waale, ab wapis na aaiyo
Bada badal chuke hain hum, pehchan na paoge tum
Oh, chhod ke jaane waale, ab wapis na aaiyo
Bada badal chuke hain hum, pehchan na paoge tum
Mere saath kiya hai jo, kisi aur se na karna
Hai rabb ka tujhe vaasta, haaye
Mere pate pe mujh ko tu dhoondh na paayega
Main khud se hi hoon laapata
Jo chale jaaye dil se…
Jo chale jaaye dil se, phir se nahi baste
Tab bhi na maane the tum, aur maan na paoge tum
Oh, chhod ke jaane waale, ab wapis na aaiyo
Bada badal chuke hain hum, pehchan na paoge tum
Oh, chhod ke jaane waale, ab wapis na aaiyo
Bada badal chuke hain hum, pehchan na paoge tum