
Choose your script
Read the Song Lyrics
Poori ye duniya tere naam hai
Rakh teri dibiya, bas ek jaal hai
Is jaal mein jo ek raaz hai
Samajh ke chala aa, jahaan
Is pyaar ki qadar hai
Is pyaar ki qadar hai
Is pyaar ki qadar hai
Khwaabon ki to fitrat hai mujhe yun qaid karna
Per meri bhi ab zurrat hai, mujhe ab hai udna
Aur jaana hai mujhe vahaan, jahaan
Is pyaar ki qadar hai
Is pyaar ki qadar hai
Is pyaar ki qadar hai
पूरी ये दुनिया तेरे नाम है
रख तेरी डिबिया, बस एक जाल है
इस जाल में जो एक राज़ है
समझ के चला आ, जहाँ
इस प्यार की क़दर है
इस प्यार की क़दर है
इस प्यार की क़दर है
ख़्वाबों की तो फ़ितरत है मुझे यूँ क़ैद करना
पर मेरी भी अब ज़ुर्रत है, मुझे अब है उड़ना
और जाना है मुझे वहाँ, जहाँ
इस प्यार की क़दर है
इस प्यार की क़दर है
इस प्यार की क़दर है
