Ꮶhuda se hai dua meri
Ꮶisi ka pyaar na bichhde
ᕼaaye, kaun sune? Ꮶis nu sunaavaan
Ⲓs toote dil ke dukhde?
Ꭺankhon ki jheel se gham jo hai beh raha
Dard jo milna tha mujhe, bas woh mil gaya
Dil ke sheher mein bhi chhaayi veeraniyan
Τanhaiyon ki bheed mein chain kho gaya
Udaasiyon ka hai yeh kaisa silsila?
Jo chaaha tha maine, kya…
Yeh kya hai pyaar mein mujhe mila?
Yeh jeena bhi hai jeena kya bhala
Τhami hain saansein, mann bhi hai bujha
ᕼai dil ko lagaane ki yeh saza, koi dil lagaye na
Yeh jeena bhi hai jeena kya bhala
Τhami hain saansein, mann bhi hai bujha
ᕼai dil ko lagaane ki yeh saza, koi dil lagaye na
Ꮶoi dil lagaye na (koi dil lagaye na)
Guzaare tere sang jo woh lamhe yaad main karoon
Guzaare tere sang jo woh lamhe yaad main karoon
Labon ko aati hai yeh jaan, main mar jaaun ya ki jiyun?
Yeh doori teri sataaye mujhe
Jo sochon ki vaadiyon mein bhi phir goonjti hai yeh sada
Yeh jeena bhi hai jeena kya bhala
Τhami hain saansein, mann bhi hai bujha
ᕼai dil ko lagaane ki yeh saza, koi dil lagaye na
Yeh jeena bhi hai jeena kya bhala
Τhami hain saansein, mann bhi hai bujha
ᕼai dil ko lagaane ki yeh saza, koi dil lagaye na
Ꮶoi dil lagaye na (koi dil lagaye na)
Oh, Ꮶhudaya, sun meri fariyad
Behte hue aansu bhi saath mere
Ꮶarein tujhko hi yaad
Na ab hai koi raasta, jo mujhko de-de manzilein
Na ab hai koi raasta, jo mujhko de-de manzilein
Bhari thi chaahaton se jo, nahi hain woh mehfilein
Տoona sa ho gaya mera saara jahan
Jo taaron se ho gaya hai khaali ab mera yeh aasmaan