Lyrics & meaning

Tera Intezaar

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aaj yeh mausam dhuan-dhuan sa kyun hai?
Pee nahi maine, phir bhi nasha-nasha sa kyun hai?

Kiske aane ka hai intezaar? Na jaane ho jaaye kisse pyaar

Mujhe kuch nahi hai pata, mujhe kuch nahi hai pata

Aankhon ki aankhon se baatein, milna labon se labon ka

Saanson se saanson mein behna, ehsaas do dilon ka

Tu jo nahi toh aisa lage rootha hua hai jaise khuda
Tu jo nahi toh aisa lage rootha hua hai jaise khuda
Mujhe kuch nahi hai pata, mujhe kuch nahi hai pata
Mujhe kuch nahi hai pata, mujhe kuch nahi hai pata

Kisi aur ke dil mein basna tujhe jab tha

Toh kyun raah mein mila mujhe tu tha

Tu jo gayi, hosh bhi gaya, jaa rahi yaadon mein meri jaan