Tune kaha lyrics

Lyrics & meaning

Tune Kaha

Prateek Kuhad

ReleasedFebruary 22, 2016 GenreSinger-Songwriter

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tere hawale hai yeh zindagi meri
Tere ujaale se sab raahein hain yahan
Apne naseeb ka main badshah nahi
Tu meri shaam hai, tu hi meri subah

Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya

Shor aaya aise toh tu befikar hai kyun?
Sharmaai manzilein, tu bekhabar hai kyun?
Rangon se dosti hai maine bhi kari
Kya hai tu sochti, mujhko bhi toh bata

Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya

Fikar ke din aur raatein
Dhal gaya suraj kahan?
Fizool ki thi baatein
Kho gaye the hum jaane kahan

Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya

Rozana meri toh hai daastaan nayi
Purze purane hain, par shauk hain kayi
Taaron ki roshni ne dikhaya raasta
Par mai mukar gaya, tu saath jo yahin

Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya