Shaamein-subah milte nahi
Khalid hain par dilchasp bhi
Shaamein-subah milte nahi
Khalid hain par dilchasp bhi
Subah poochein, “Raatein-shaamein kya haseen?”
Shaamein poochein, “Raatein-subah kya nayi?”
Zakir kare woh, zahir nahi
Aakil hoon main, aasim nahi
Zakir kare woh, zahir nahi
Aakil hoon main, aasim nahi
Subah poochein, “Raatein-shaamein kya haseen?”
Shaamein poochein, “Raatein-subah kya nayi?”
Shaamein-subah…
Milna zara, haan
Chali na jaaye ghadi iss daur ki
Unse chhupi hai jo, humse nahi