
Choose your script
Read the Song Lyrics
Aaya hai jo bhi yahan, jaaye woh aakhir kahan?
Deewano ki qismat ka daav laga hai
Na jaane kya hoga, yeh paanv fasa hai
Maza hai, yeh paisa hai kaisa nasha, meri jaan?
Iss haseen raat mein hone wala hai kuch toh yahan
Iss haseen raat mein hone wala hai kuch toh yahan
Dollar se bhi ooncha apna collar
Na koi degree, na scholar, apna hai alag zone, haan
Ho, Euro ke aage jitne bhi zero
Ussey bhi badhkar main hero, apni hai alag tone, haan
Yeh saare ke saare colour bewafa hain
Kahin na maza jo hare mein maza hai
Mujhe jo mila hai, hai usmein usi ki raza
Iss haseen raat mein hone wala hai kuch toh yahan
Iss haseen raat mein hone wala hai kuch toh yahan
आया है जो भी यहाँ, जाए वो आख़िर कहाँ?
दीवानों की क़िस्मत का दाव लगा है
ना जाने क्या होगा, ये पाँव फँसा है
मज़ा है, ये पैसा है कैसा नशा, मेरी जाँ?
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
Dollar से भी ऊँचा अपना collar
ना कोई degree, ना scholar, अपना है अलग zone, हाँ
हो, Euro के आगे जितने भी zero
उससे भी बढ़कर मैं hero, अपनी है अलग tone, हाँ
ये सारे के सारे colour बेवफ़ा हैं
कहीं ना मज़ा जो हरे में मज़ा है
मुझे जो मिला है, है उसमें उसी की रज़ा
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
