
Choose your script
Read the Song Lyrics
Mera khwahishon ka shamiyana
Khwaabon ke jahan mere se nikla sa
Mera bandishon ke daayre se
Banke dil koyi khazana nikla sa
Main toh khamosh lehron pe behti
Hoon woh kashti jo dhoondhe hai dhun meri
Jaise baarish ki boondon mein chalti
Main hava hoon jo boondon se pooche ki
Hai kahan woh jahan jo
Har zubaan mein ho naam mere
Har zubaan mein naam mere
Yeh toh dil ki hai wajah, chaahe jaane kya bhala
Par hai jaane kin dishaon ki hava
Main toh khamosh lehron pe behti
Hoon woh kashti jo dhoondhe hai dhun meri
Jaise baarish ki boondon mein chalti
Main hava hoon jo boondon se pooche ki
Hai kahan woh jahan jo
Har zubaan mein ho naam mere
Har zubaan mein naam mere
Mera khwahishon ka shamiyana
Khwaabon ke jahan mere se nikla sa
मेरा ख़्वाहिशों का शामियाना
ख़्वाबों के जहाँ मेरे से निकला सा
मेरा बंदिशों के दायरे से
बनके दिल कोई ख़ज़ाना निकला सा
मैं तो ख़ामोश लहरों पे बहती
हूँ वो कश्ती जो ढूँढे है धुन मेरी
जैसे बारिश की बूँदों में चलती
मैं हवा हूँ जो बूँदों से पूछे कि
है कहाँ वो जहाँ जो
हर ज़ुबाँ में हो नाम मेरे
हर ज़ुबाँ में नाम मेरे
ये तो दिल की है वजह, चाहे जाने क्या भला
पर है जाने किन दिशाओं की है हवा
मैं तो ख़ामोश लहरों पे बहती
हूँ वो कश्ती जो ढूँढे है धुन मेरी
जैसे बारिश की बूँदों में चलती
मैं हवा हूँ जो बूँदों से पूछे कि
है कहाँ वो जहाँ जो
हर ज़ुबाँ में हो नाम मेरे
हर ज़ुबाँ में नाम मेरे
मेरा ख़्वाहिशों का शामियाना
ख़्वाबों के जहाँ मेरे से निकला सा
