Saanson ka chalna dil ka machalna lyrics

Lyrics & meaning

Saanson Ka Chalna Dil Ka Machalna

GenreBollywood

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Saanson ka chalna, dil ka machalna
Saanson ka chalna, dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Saanson ka chalna, dil ka machalna
Saanson ka chalna, dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jiski sharaarat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa

Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa

Ye khushbu ye aankhen ye chehara
Tu lagti hai kamseen pari
Main hota agar koi shaayar
To karta koi shaayari

Gesu giraana, daaman mein aana
Gesu giraana, daaman mein aana
Kiski inaayat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi

Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi

Meri dhadkano pe likhi hain
Kahaani teri, jaan-e-jaan
Main hone lagi dheere
Dheere deewaani jaan-e-jaan

Is zindagi ko deewaanagi ko
Is zindagi ko deewaanagi ko
Kiski jarurat hai, teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Saanson ka chalna, dil ka machalna
Saanson ka chalna, dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai

Khwaabon mein aana, aake sataana
Saanson ka chalna dil ka machalna
Khwaabon mein aana, aake sataana
Jisaki badolat hain teri mohabbat hai
Oh, teri mohabbat hai