Rooh-E-Daari Lyrics

Lyrics & meaning

Rooh-E-Daari

Altamash Faridi

ReleasedJuly 27, 2022 GenreIndian

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Har roz dil ka rasta tumhare ghar se guzarta tha
Dooriyan badhti gayi, par dil phir bhi dhadakta tha
Aakhir ek anjaan mod par hum bichhadkar reh gaye
Zamaane se zyada mohabbat kari thi
Isliye shayad yeh zakham seh gaye

Dil diya tha, keh ke tujhko
“Dil yeh mera tera ho gaya”
Ghar tha baitha shaam ko tere
Raat se, haan, savera ho gaya

Saalon ka rishta anjaana ho gaya
Tumse mile the, haan, zamaana ho gaya
Milne ko tadpe, begaana ho gaya
Dil mera dhadke zamaana ho gaya

Rooh-e-daari, rishtedari, dil ne pukara
Dil toh tha aawaara, dekho ban gaya bechara
Rooh-e-daari, rishtedari, dil ne pukara
Dil toh tha aawaara, dekho ban gaya bechara

Ban ke hawa main, bezubaan main, dil lagaane aaunga
Raaton ko tera chaand bankar tumko dekhne aaunga
Ban ke hawa main, bezubaan main, dil lagaane aaunga
Raaton ko tera chaand bankar tumko dekhne aaunga

Aisa yeh naata, dil lagakar
Chhod nahi hum paayenge
Rab se maanga hai ki tumko
Mar ke bhi hum chaahenge

Khokar main tujhko awaara ho gaya
Dil jo tha mera, tumhara ho gaya
Tumhara ho gaya (haan)

Saalon ka rishta anjaana ho gaya
Tumse mile the, haan, zamaana ho gaya
Milne ko tadpe, begaana ho gaya
Dil mera dhadke zamaana ho gaya

Rooh-e-daari, rishtedari, dil ne pukara
Dil toh tha aawaara, dekho ban gaya bechara
Rooh-e-daari, rishtedari, dil ne pukara
Dil toh tha aawaara, dekho ban gaya bechara

Re re sa, re re sa, re re sa, re re sa
Re re sa re ni sa re sa dha ni re, re re
Ga ma pa, ma pa dha sa ni…