Hatheli par tumhara naam lyrics

Lyrics & meaning

Hatheli Par Tumhara Naam

GenreBollywood

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Chhupaana bhi nahin aata…
Chhupaana bhi nahin aata, jataana bhi nahin aata
Hamein tumse mohabbat hai, bataana bhi nahin aata

Hatheli par tumhara naam likhte hain, mitaate hain

Tumheen se pyaar karte hain, tumheen se hi kyun chhupaate hain
Tumheen se hi kyun chhupaate hain

Zubaan pe baat hai lekin sunaana hi nahin aata
Hamein tumse mohabbat hai, bataana bhi nahin aata
Chhupaana bhi nahin aata, jataana bhi nahin aata

Chori-chori, chupke-chupke tumko dekha karte hain
Haal-e-dil sunaane se na jaane kyun darte hain
Na jaane kyun darte hain

Kitna paagal dil hai mera, manaana bhi nahin aata