Lage Na Ye Dhoop Jaruri Lyrics

Lyrics & meaning

Tu Hi Na Jaane

Sonu Nigam & Prakriti Kakar

FromAzhar

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Samandar se zyada meri aankhon mein aansu
Jaane yeh khuda bhi hai aisa kyun

Samandar se zyaada meri aankhon mein aansu
Jaane yeh khuda bhi hai aisa kyun
Tujhko hi aaye na khayaal mera

Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera
Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera

Nit din, nit din roiyan main
Sauh rab di, na soiyan main
Ik tere pichche, maahi
Sawan diyaan ruttaan khoiyan main

Nit din, nit din roiyan main
Sauh rab di, na soiyan main
Ik tere pichche, maahi
Sawan diyaan ruttaan khoiyan main

Dil ne dhadkanon ko hi tod diya
Toota hua seene mein chhod diya
Ho, dil ne dhadkanon ko hi tod diya
Toota hua seene mein chhod diya

Khushiyan le gaya
Dard kitne de gaya ye pyaar tera

Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera
Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera

Mere hisse aayi teri parchhaiyan
Likhi thi lakiron mein tanhaiyan
Haan, mere hisse aayi teri parchaiyan
Likhi thi lakiron mein tanhaiyan

Haan, karoon tujhe yaad main
Hai tere baad intezaar tera

Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera
Patta-patta jaanta hai
Ek tu hi na jaane haal mera

Haal mera, haal mera