allah mujhe dard ke kabil bana diya lyrics

Lyrics & meaning

O Saathi

Atif Aslam

GenreBollywood

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Allah, mujhe dard ke kabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi, tere bina saahil dhuan-dhuan

Aankhein moondein toh jaane kise dhoonden
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
Kise dhoonden yeh khwahishon ki boondein?
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na

Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na

Allah, mujhe dard ke kabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi, tere bina saahil dhuan-dhuan