sabse upar likha hai tere naam ko lyrics

Lyrics & meaning

Tum Jo Aaye

Tulsi Kumar

FromOnce Upon A Time In Mumbai ReleasedJune 29, 2010

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Paaya, maine paaya tumhein, Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein, nagme sa gaya tumhein
Paaya, maine paaya tumhein, sabse chupaya tumhein
Sapna banaya tumhein, neendo mein bulaya tumhein

Tum jo aaye zindagi mein, baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

Paaya, maine paaya tumhein, Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein, nagme sa gaya tumhein
Paaya, maine paaya tumhein, sabse chupaya tumhein
Sapna banaya tumhein, neendo mein bulaya tumhein

Ho, tum jo aaye zindagi mein, baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke…
Sapne teri chahaton ke dekhti hoon ab kai
Din hai sona aur chandi raat ban gayi

Chahaton ka mazaa faaslon mein nahi
Aa, chhupa loon tumhein hauslon mein kahin
Sabse upar likha hai tere naam ko
Khwahishon se jude silsilon mein kahin

Khwahishein milne ki tumse…
Khwahishein milne ki tumse roz hoti hain nayi
Mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Ho, tum jo aaye zindagi mein, baat ban gayi

Ma ma ga ma pa ga ga ga ma ga ma ga ga sa
Ma ma ga ma pa ga ga

Dha pa dha ni sa dha pa dha pa ma pa ma ga ga re
Ga ma pa ni dha pa ma pa ma ga re sa ni sa re

Paaya, maine paaya tumhein, Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein, nagme sa gaya tumhein
Paaya, maine paaya tumhein, sabse chupaya tumhein
Sapna banaya tumhein, neendo mein bulaya tumhein

Zindagi bewafa hai yeh mana, magar
Chhodkar raah mein jaoge tum agar
Chheen loonga main aasman se tumhein
Soonah hoga na yeh do dilon ka nagar

Raunakein hain dil ke dar pe…
Raunakein hain dil ke dar pe, dhadkanein hain surmayi
Meri kismat bhi tumhare saath ban gayi