teri nazron ne dil ka kiya jo hashar lyrics

Lyrics & meaning

Ajab Si

KK

GenreBollywood

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain
Ho, aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain

Dil ko bana dein jo patang
Saansein yeh teri woh hawaayein hain

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain
Ho, aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain

Dil ko bana dein jo patang
Saansein yeh teri woh hawaayein hain

Aayi aisi raat hai jo bahut khushnaseeb hai
Chaahe jise door se duniya woh mere qareeb hai
Kitna kuch kehna hai, phir bhi hain dil mein sawaal kahin
Sapno mein jo roz kaha hai woh phir se kahoon ya nahi?

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain
Ho, aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain

Dil ko bana dein jo patang
Saansein yeh teri woh hawaayein hain

Tere saath-saath aisa koi noor aaya hai
Chaand teri roshni ka halka sa ek saaya hai
Teri nazron ne dil ka kiya jo hashar, asar yeh hua
Ab inmein hi doob ke ho jaaun paar, yahi hai dua

Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain
Ho, aankhon mein teri
Ajab si, ajab si adayein hain

Dil ko bana dein jo patang
Saansein yeh teri woh hawaayein hain