Kya Jane Tu Mere Irade Lyrics

Lyrics & meaning

Wajah Tum Ho

Armaan Malik

FromHate Story 3

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Kaise kahoon ishq mein tere kitna hoon betaab main?
Aankhon se aankhen mila ke chura loon tere khwaab main

Mere saaye hain saath mein, yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho, wajah tum ho

Hai yeh nasha ya hai zeher? Iss pyaar ko hum kya naam dein?
(Iss pyaar ko hum kya naam dein?)
Hai yeh nasha ya hai zeher? Iss pyaar ko hum kya naam dein?
Kab se adhoori hai ek daastaan, aaja, usey aaj anjaam dein

Tumhein bhooloon kaise main? Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho, wajah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho, wajah tum ho

Kya jaane tu mere iraade? Le jaaunga saansein chura ke
(Saansein chura ke, chura ke, chura ke)
Kya jaane tu mere iraade? Le jaaunga saansein chura ke
Dil keh raha hai…
“Gunehgaar ban ja, bada chain hai in gunaahon se aage”

Main gumshuda si raat hoon, meri khushnuma subah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho, wajah tum ho
Main jo jee raha hoon, wajah tum ho, wajah tum ho

Wajah tum ho, wajah tum ho
Wajah tum ho, wajah tum ho