Sun Saathiya

Lyrics & meaning

Sun Saathiya

Priya Saraiya, Divya Kumar

FromABCD 2 Released30 July 2015

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Sun, saathiya, maahiya
Barsa de ishqa ki syaahiyaan

Rang jaaun, rang-rang jaaun ri
Haan, ri main
Tujhpe main jhar, jhar, jhar jaaun
Haan, ri

Hoon piya bas teri main
Ho, chhoo le to khari main
(Toh khari main, khari main)

Sun, saathiya, maahiya
Barsa de ishqa ki syaahiyaan

Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri (Jaaun ri main)

Tar jaaun, tar-tar jaaun
Dariya yeh tar jaaun ji
Ishq yeh paa ke main tera
Nikhar jaaun ri

Piya, bas teri main
Ho, chhoo le toh khari main
(To khari main, khari main)

Sun, saathiya, maahiya
Barsa de ishqa ki syaahiyaan