Woh Ladki Jo

Lyrics & meaning

Woh Ladki Jo

Abhijeet, Anu Malik

FromBaadshah Released1 July 1999

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Kahin zulf ka baadal, oh ho
Kahin rangeen aanchal, aaha
Kahin honth gulaabi, oh ho
Kahin chaal sharaabi, aaha

Kahin aankh mein jaadu, oh ho
Kahin jism ki khushboo, aaha
Kahin narm nigaahein, oh ho
Kahin gori baahein, aaha

Haan, yahaan qadam-qadam par lakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tohfa dene use aaye hain

Woh ladki jo sabse alag hai

Kitne hi jalve hain
Aankhon mein ghulti hai jinse chaandni
Kitni hi, ho, baatein hain
Kaanon mein ghulti hai jinse raagini

Yeh chale jaise zara balkha ke
Woh chale jaise zara ithla ke
Yeh mile jaise zara sharma ke
Woh mile jaise zara itra ke

Haan, yahaan qadam-qadam par lakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tohfa dene use aaye hain

Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Gulshan ki hai woh kali
Jo saare phoolon se bilkul hai juda
Kya kahiye, ho, dekha hai
In aankhon ne usmein aisa roop kya

Kya ajeeb si taazgi hai
Kya haseen si saadgi hai
Kya ajeeb si dilkashi hai
Kya haseen si dilbari hai