Lehra Ke Balkha Ke Lyrics

Lyrics & meaning

Sharara

Asha Bhosle

FromMere Yaar Ki Shaadi Hai Released9 May 2022

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Lehra ke, Balkha ke
Hmm, lehra ke, balkha ke, balkha ke, lehra ke
Aag laga ke, dilon ko jala ke karoon main ishara

Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara
Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara

Shola hai yeh tan mera
Arey, dekho tum paas na aana
Shamma ke jo paas aaya
Arey, jalta hai woh hi parwana

Ho, mere deewano, baat ko samjho
Door se dekho mera yeh nazara

Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara-ra-ra-ra
Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara

Bijli ban ke girti hoon
Main nagin ban ke dasti hoon
Cheene hosh jo sabke
Main hi toh aisi masti hoon

Rang jhalka doon, saansein mehka doon
Pal mein dhadka doon main yeh dil tumhara

Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara
Sharara-sharara, sharara-sharara
(Sharara-sharara), main hoon ek sharara-ra-ra-ra

Lehra ke (lehra ke), balkha ke (balkha ke)
Lehra ke, balkha ke, balkha ke, lehra ke
Aag laga ke, dilon ko jala ke karoon main ishara

Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara
Sharara-sharara, sharara-sharara
Sharara-sharara, main hoon ek sharara