Tere Aas Paas Din Sara Lyrics

Lyrics & meaning

Kaise Ab Kahein

Aasa Singh & Hansika Pareek

ReleasedApril 13, 2023 GenreIndian

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Maine jaana mujhmein tu hai
Maine jaana mujhmein tu hai
Dil hai naadaan, kaise ab kahein?

Tere aas-paas din saara
Na jaana kab main dil haara
Thoda sa tune behkaaya
Behlaaya, dil ko sehlaaya

Maine jaana mujhmein tu hai
Dil hai naadaan, kaise ab kahein?

Jab se mili tujhko, dekha naya rang hai
Yaari si hai zyaada, pyaar se kam hai
Mmm, gutar-goo mein chhipa pehla-pehla ishq hai
Issey zyada kaise kahun main?
Haan, intezaar mujhko bhi hai

Tere aas-paas din saara
Na jaana kab main dil haara
Thoda sa tune behkaaya
Behlaaya, dil ko sehlaaya

Maine jaana mujhmein tu hai
Dil hai naadaan, kaise ab kahein?