Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe Lyrics

Lyrics & meaning

Saude Bazi

Anupam Amod

FromAakrosh (Original Motion Picture Soundtrack) ReleasedSeptember 18, 2010

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Seedhe-saade saara sauda seedha-seedha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi
Arey, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Sauda hai dil ka ye, tu kar bhi le
Mera jahan baahon mein tu bhar bhi le
Sauda mein de qasam, qasam bhi le
Aa ke tu nigaahon mein sanvar bhi le

Sauda udaanon ka hai ya aasmaanon ka hai
Le-le udaane meri, le mere par bhi le
Sauda ummeedon ka hai, khwaabon ka, neendon ka hai
Le-le tu neendein meri, nainon mein ghar bhi le

Seedhe-saade saara sauda seedha-seedha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi
Arey, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Dil kahe, tere main honthon se baaton ko chupke se loon utha
Us jagah dheere se, haule se geeton ko apne main doon bitha
Ho, dil kahe, tere main honthon se baaton ko chupke se loon utha
Us jagah dheere se, haule se geeton ko apne main doon bitha

Sauda taraanon ka hai, dil ke fasaanon ka hai
Le-le taraane mere, honthon pe dhar bhi le
Sauda ujaalon ka hai, roshan khayalon ka hai
Le-le ujaale mere, aaja, nazar bhi le

Seedhe-saade saara sauda seedha-seedha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi
Arey, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Seedhe-saade…, seedha-seedha…
Maine tum ko…, tune main ko…
Aa re, aa re, aa re, aa

Main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadaton jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala?
Ho, main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadaton jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala?

Sauda yeh vaadon ka hai, yaadon, iraadon ka hai
Le-le tu vaade, chaahe tu toh mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai, chaahat ke maaron ka hai
Le-le ishaare mere, inka asar bhi le

Seedhe-saade saara sauda seedha-seedha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi
Arey, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Seedhe-saade saara sauda seedha-seedha hona ji
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
Aaja, dil ki karein saude-baazi, kya naaraazi
Arey, aa re, aa re, aa (aa re, aa re, aa)

Aa re, aa re, aa
Aa re, aa re, aa
Aa re, aa re, aa
Aa re, aa re, aa