Shaam Savere Teri Yaadein Aati Hai

Lyrics & meaning

O Sanam

Lucky Ali

FromSunoh ReleasedMay 6, 2016

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Shaam-savere teri yaadein aati hain
Aa ke dil ko mere yoon tadpaati hain
O sanam, mohabbat ki qasam

Mil ke bichhadna toh dastoor ho gaya
Yaadon mein teri majboor ho gaya
O sanam, in yaadon ki qasam

Samjhe zamana ke dil hai khilauna
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazron se ab na humko girana
Mar bhi gaye toh bhool na jaana

Aankhon mein basi ho, par door ho kahin
Dil ke qareeb ho, yeh mujhko hai yaqeen
O sanam, tere pyaar ki qasam