Ye Kya Hua Mujhe Mera Ye Dil Fisal Gaya Lyrics

Lyrics & meaning

Saathiyaa

Shreya Ghoshal & Ajay Gogavale

FromSingham (Original Motion Picture Soundtrack) ReleasedJune 27, 2011

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Saathiya, saathiya
Pagle se dil ne yeh kya kiya?
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda-uda re
Aasmaan mein badalon ke sang
Yeh toh machal-machal ke gaa raha hai
Sun nayi si dhun

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Achchhi lagi dil ko mere har teri baat re
Saaya tera ban ke chaloon, itna hai khwaab re
Kaandhe pe sar rakh ke tere kat jaaye raat re
Beete yeh din thaame tera haathon mein haath re

Yeh kya hua mujhe?
Mera yeh dil phisal-phisal gaya
Yeh kya hua mujhe?
Mera jahaan badl-badl gaya

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Neendein nahi, chaina nahi, badlun main karvatein
Taare ginun ya main ginun chaadar ki silvatein?
Yaadon mein tu, khwabon mein tu, teri hi chahatein
Jaaun jismein, dhundha karun teri hi aahatein

Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suno na, keh raha yahi
Woh bhi kya zindagi
Haan, zindagi ki jismein tu nahi?

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Saathiya, saathiya
Pagle se dil ne yeh kya kiya?
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda-uda re
Aasmaan mein badalon ke sang
Yeh toh machal-machal ke gaa raha hai
Sun nayi si dhun

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa

Badmaash dil toh thug hai bada
Badmaash dil yoon tujhse juda
Badmaash dil meri sune na, zid pe adaa