Bucks Boy Music
Shri Ram Ji ka parcham lehra ke aaye hain bhagwadhari
Arey, dushman ki lanka laga ke aaye hain bhagwadhari
Shri Ram Ji ka parcham lehra ke aaye hain bhagwadhari
Arey, Ravan ki lanka jala ke aaye hain bhagwadhari
Trikaaldarshi ke yeh ansh, pavan veg ke hain vansh
Asht siddhi daata udein praakamya siddhi sang
Sara samudra yeh laanghe, mahabali Rudra ansh
Sinhika ka vadh karke pahunche Lanka Bajrang
Sita Mata charan kamal, sparsh kare yeh divya lalan
Pahunchaye sandesa, “Aayenge Shri Ram-Lakhan jaldi hi”
Baat karein phal dehi
Khush hui kuldevi, Sita jagat jan deyi
Arey, bol Bajrang Bali ki jai!
Arey, bol Bajrang Bali ki jai!
Mata Anjani ke laal, mahabali ki jai!
Arey, bol Bajrang Bali ki jai!
Shri Ram Ji ka parcham lehra ke aaye hain bhagwadhari
Arey, dushman ki lanka laga ke aaye hain bhagwadhari
Shri Ram Ji ka parcham lehra ke aaye hain bhagwadhari
Arey, Ravan ki lanka jala ke aaye hain bhagwadhari
Kare Hanu dwandva, Ashok Vatika vidhvans
Sare rakshason ka mardan, haan, karein mere balvant
Akshaykumara ant karein mahabali Hanuman
Vanar veer-gaatha sun rakshas raj bhay-bandh
Aaya Meghnad karne Bajrang Bali vasheet
Chalaya jo Brahamastra, Panchamukhi huye adheen
Brahma Ji ka samman kare huye yeh astra bandhit
Ravan ki maha sabha mein Hanumant upasthit
Krodhit apmaan se, Ravan karmakand se
Chetavani Lankesh ko de di shabd baan se
Dusht mana nahi gyan se, anmol vachan daan se
Laga di, haan, agni poonch mein Hanuman ke
Ab tandav hua yeh shuru, Ravan ka toota guroor
Rudra roop dharan, Hanuman bane yuddh-guru
Agni dev bhi prasann, Hanuman sang mein chaloo
Jala di, haan, Lanka saari, sone ki chidiya, guru
Arey, bol Bajrang Bali ki jai!
Arey, bol Bajrang Bali ki jai!
Raja Kesari ke nand, mahabali ki jai!