
Lyrics & meaning
Mahabharat (Title Track)
Ajay-Atul
Choose your script
Read the Song Lyrics
Hai katha sangraam ki
Vishwa ke kalyaan ki
Dharm-adharm, aadi-anant
Satya-asatya, kalesh-kalank
Swaarth ki, katha parmaarth ki
Shakti hai, bhakti hai
Janmon ki mukti hai
Jeevan ka yeh sampurn saar hai
Yug-yug se kan-kan mein
Srishti ke darpan mein
Vedon ki katha apaar hai
Karmon ki gaatha hai, devon ki bhaasha hai
Sadiyon ke itihas ka pramaan hai
Krishna ki mahima hai, Gita ki garima hai
Granthon ka granth yeh mahaan hai
Mahabharat, Mahabharat
Mahabharat, Mahabharat
है कथा संग्राम की, विश्व के कल्याण की
धर्म-अधर्म, आदि-अनंत
सत्य-असत्य, कलेश-कलंक
स्वार्थ की, कथा परमार्थ की
शक्ति है, भक्ति है, जन्मों की मुक्ति है
जीवन का ये संपूर्ण सार है
युग-युग से कण-कण में
सृष्टि के दर्पण में, वेदों की कथा अपार है
कर्मों की गाथा है, देवों की भाषा है
सदियों के इतिहास का प्रमाण है
कृष्णा की महिमा है, गीता की गरिमा है
ग्रंथों का ग्रंथ ये महान है
महाभारत, महाभारत
महाभारत, महाभारत
