
Lyrics & meaning
Main Jahaan Rahoon
Krishna BeuraaRahat Fateh Ali Khan
Choose your script
Read the Song Lyrics
Main jahan rahoon, main kahin bhi hoon
Teri yaad saath hai
Main jahan rahoon, main kahin bhi hoon
Teri yaad saath hai
Kisi se kahoon ki nahi kahoon
Yeh jo dil ki baat hai?
Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
Par chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai, teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai, teri yaad saath hai
Main jahan rahoon, main kahin bhi hoon
Teri yaad saath hai
Kahin to dil mein yaadon ki ek sooli gad jaati hai
Kahin har ek tasveer bahut hi dhundhli pad jaati hai
Koi nayi duniya ke naye rangon mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh mann hi mann kehta hai
Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
Par chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai, teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Kahin toh beete kal ki jadein dil mein hi utar jaati hain
Kahin jo dhaage tootein toh malaayein bikhar jaati hain
Koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palkon par yaadon ke diye rakhta hai
Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
Par chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai, teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
मैं जहाँ रहूँ, मैं कहीं भी हूँ
तेरी याद साथ है
मैं जहाँ रहूँ, मैं कहीं भी हूँ
तेरी याद साथ है
किसी से कहूँ कि नहीं कहूँ
ये जो दिल की बात है?
कहने को साथ अपने एक दुनिया चलती है
पर छुप के इस दिल में तन्हाई पलती है
बस याद साथ है, तेरी याद साथ है
तेरी याद साथ है, तेरी याद साथ है
मैं जहाँ रहूँ, मैं कहीं भी हूँ
तेरी याद साथ है
कहीं तो दिल में यादों की एक सूली गड़ जाती है
कहीं हर एक तस्वीर बहुत ही धुँधली पड़ जाती है
कोई नई दुनिया के नए रंगों में ख़ुश रहता है
कोई सब कुछ पा के भी ये मन ही मन कहता है
कहने को साथ अपने एक दुनिया चलती है
पर छुप के इस दिल में तन्हाई पलती है
बस याद साथ है, तेरी याद साथ है
तेरी याद साथ है
कहीं तो बीते कल की जड़ें दिल में ही उतर जाती हैं
कहीं जो धागे टूटें तो मालाएँ बिखर जाती हैं
कोई दिल में जगह नई बातों के लिए रखता है
कोई अपनी पलकों पर यादों के दीए रखता है
कहने को साथ अपने एक दुनिया चलती है
पर छुप के इस दिल में तन्हाई पलती है
बस याद साथ है, तेरी याद साथ है
तेरी याद साथ है
