Yaad Hai Mujhko Tune Kaha Tha Lyrics

Lyrics & meaning

Kya Hua Tera Vada

Mohammed RafiSushma Shrestha

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?
Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?

Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada?

Yaad hai mujhko, tune kaha tha
“Tumse nahi roothenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chhootenge kabhi?”

Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa, yeh bhi kya yaad nahi?

Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?

Oh, kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir?
Ya jisne pyaar ko bech diya?

Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ki tujhe kuch bhi yaad nahi?

Kya hua tera vaada? Woh qasam, woh iraada?
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada? Woh qasam…